Follow your dreams by XR (Rap) Lyrics
[Verse 1]
Mann ke pinjere ko khol tu apne
Poore karle jo tune kabhi dekhe the sapne
Ye zindagi mile ek baar
Na milte baar baar
Yun na karna bekaaar
Waarna reh jaayega tu laachar
Murkh tha pehle main jo na samjha na iss baat ko
Aayi samajh mujhko ye aadhi raat ko
Jal gyi baati
Haataya andhkar jo
Khud to hu samjha
Ab samjhau sansaar ko
Samj ja jaldi warna baad mein pachtayega
Mauka abhi hai baad mein shayad naa aayega
Zindagi fir rote hue bitayega
Aur shayad fir tujhe mera ye gaana yaad aayega
Chah kar bhi tu waapas mud nhi paayega
Andhera teri zindagi mein ghana chah jaayega
Suraj bhi fir na tujhko bacha paayega
[Verse 2]
Rakh vishwas khud par logo par na dhyaan de
Log to bolegi hi aur kuch nhi jaante
Banja tu aag aise koi na bhuja paaye
Karde roshan usko jo bhi tere aas paas aaye
Shuru mein aayegi kayi kadhinaayian
Bina mehnat kisne manzil paayi haan
Jhooth nhi hai ye hai zindagi ki sachayiyaan
Jo ye samjha usna dhoom hai machayi yahan
Ro na kismat par wo to choti se cheej hai
Mehnat hi hai jo kamyabi ki keys hai
Musibanten to bas fal se pehle milne waali “bees” hai
To get the victory u just need to squeeze them
Zindagi apni hai na kisi ki gulam
Ja jahaan chahe mann hai tu ghoda belagaam
Kar kuch aisa ki hil jaaye ye saari aawaam
Zindagi nahi hai boj samjho isko inaam