Song Page - Lyrify.me

Lyrify.me

BEKHAUF by The MindHackerz Lyrics

Genre: rap | Year: 2019

Kya

Naam Yaad Hai Na

The Mindhackerz

(Shrek Here)
Sun zara dhyan se bekhauf ki zubaani
Khauf na kisika karta hoon manmani
Likhta hoon sach hai soch meri anjaani
Meri agle he line mein khatam teri kahani (Kya)
Kya karu mein kaam humare aise hai ke failjate sannate har jagha pe tu tho saale darke kaape , gharpe bhage ,bhool jata hai kahape , mein yahape tu kaha bey, mein khada zameen pe tu udhe aasman meun, (Hum)
Lagataar karte kaam khane pe na dhyan hai
Ha ha kar hum machate baatte na gyaan hai
Shakkal pe na jaana, jhoota hai yeh sansaar
MINDHACKERZ wala scene sunke dekh angaar hai
Khatma shabdo se woh humari pehchan hai
Waqt ki kadar karna, woh karta na ehsaan hai
Kadar karna unlogo ki jo karte intezaar
Raste pe hogi zindagi ,yeh
Khauf se tu anjaan
Tujhpe khauf ka hai saya
Mein bekhauf banke aaya
Naya scene maine laya
Mein Khauf se ladne aaya
Nanga khauf ko nachaya
Dar ko dil se bhagaya
Sabhi ne chaha rokna
Par ruk mein na paya
Tu soche tu hai tere sapno ka nawab
Tujhe sone bhi na du waisa daravna mein khwab hoon
(Hook)
Bekhauf
Hai meri zindagi yeh
Bekhauf
Hum darte nahi hai
Bekhauf
Hum chalte rahenge
Bekhauf
Humme khauf he nahi hai

(Hardwork)
Mere Hausalein Buland Meri Gulliyaan hai tang
Aaj bhi har ek ki Soch Mein hai Zang
Duniyaan mein aaj kal sabhi be dhang
Usmein karne chala hoon mein sachayi ki jang
Bekhauf kisi zindagi
Kya hoti hi yeh zindagi
Har chizon mein hai bandagi
Aur soch mein hi gandagi
Shabdon ki karta hoon raasleela ramleela
Kitna bhi kar lagta hai tera kaam dheela
Pawan putra hanuman mera gyan mera
Rap se hi badta hai shaan mera kaam mera
Poem nahi yeh khauf kisi sachayi
Kisi aur ki nahi bekhauf ki ladai
Bure pret ka hu saya
Seen bekhauf banaya
Tujhme khauf he itna
Kuch kar bhi na paya
Par aaj mere
Shabd AK 47
Tere rap pe hi bhari mera ek rhyme shoot gun
Ha
Tere jeb mein hai gandhi
Mere shabdo mein hi andhi
Mene likhi ye kahani
Bekhauf ki zubani
(Hook)
Bekhauf
Hai meri zindagi yeh
Bekhauf
Hum darte nahi hai
Bekhauf
Hum chalte rahenge
Bekhauf
Humme khauf he nahi hai