Aaj Ka Samaaj by Saad Khan Lyrics
Everybody knows aaj ke samaaj ko
Ghareeb ki aukaat na ameer ka hi raaj ho
Jo tu bad'deyanat toh sar pe tere taaj
Aur bebas ghareeb bas tarasta anaaj ko
Yahi scene hai, mushkil hai jeena
Ghareeb ke naseeb mein na paani jo peena hai
Yahi scene hai
But everybody knows
Ghareeb ko ghaseet’te, ameer oonchi seat pe
Ghareeb maangte bheeken bas zinda umeed pe
Wo haq ki talaash mein hai ban chuka laash
Aur ameer ko fikr na wo karta ayashi
Umeed pe hai zinda
Ghareeb zindagi ke bachay kuchay din ginta
Ameer zindagi ke poore poore mazay loot'ta
Ghareebon ko dekh, inka dil kyun nai toot'ta