DESH by Rishav Shah Lyrics
A little something for ma country
Listen Up
Mujhe qa pta meri jaat qa
Es sar zameen pr mai tika
Mujhe
Wasta h desh k vikaas ka
Raasta h har bure vikaar ka
Ha.Jaanta qa bare mere desh k tu bete
Maanta qa saari muskilo se hm ghire the
Jaagta tha rooh unka jo ki Yuddh me the
Azaadi k. faaslo me gir k fir khade the
Aajtak jo baithe the gamo k baadalo me
Praveeenta wo dik rhi thi jeet k Kirno me
Ma h meri mashuka b ja Chuka bhi wo toh
Aazama k dek lo watan ko dum joho toh
Ye dard baazuo me aaj jo utha h mere
Raakh me mila k khaak kar du Kal sawere
Jhalak ye jhopado me Zabt h magr juban pe
Damak hai desh ki aazad,dakiyanusiyo pe
Ehsaas h hme es baat ke vichaar ka
Jo desh mange hmse jb kbi kurbaniyan
Desh ko bure Nazar se meri dekhna na
Soch Teri hai jo choti yaha fekna na
Hazaro aankh roz bete hmko mudke deke
Nzr h sbki mare peeche
Sare aankhe meeche
Mujhe qa pta h meri jaat qa
Es sar zameen pr mai tika
Megh barse, Rooh tarse
Tu nikal toh ghr se
Dekh kaise krte h suraksha
Ye nidar se
Rakt daudta jo teri rakt dhamniyo me
Desh ko bachana aane wali aandhiyo se
Swatantra hai jo aaj desh mera keh raha mai
Ganatantra ka hai haath
Shanti se reh raha mai
Ye Mera desh Meri rooh Meri Aatma hai
Ha aaspaas meree baadlo ka kaarwa h
Jo khud ki zid k aage haar k b jhuk ske na
Khuda hai sath tere bande q tu bhaagta h
Mujhe qa pta h meri jaat qa
Es sar zameen pr mai tika
Mujhe
Josh sarfarosh sa aagosh me h
Hosh na hee tb tha na hee ab halaq me hee h
Raajneeti ki parakh bina hee bhokta h
Q baithe baithe tu watan ko mere nochta hai
Jamin ye tera b toh q tu ye na sochta hai
Khud bika hua na dusro ko rokta hai..
Mujhe qa pta h meri jaat qa
Es sar zameen pr mai tika
Listen Up
Mujhe qa pta meri jaat qa
Es sar zameen pr mai tika
Mujhe
Wasta h desh k vikaas ka
Raasta h har bure vikaar ka
Ha.Jaanta qa bare mere desh k tu bete
Maanta qa saari muskilo se hm ghire the
Jaagta tha rooh unka jo ki Yuddh me the
Azaadi k. faaslo me gir k fir khade the
Aajtak jo baithe the gamo k baadalo me
Praveeenta wo dik rhi thi jeet k Kirno me
Ma h meri mashuka b ja Chuka bhi wo toh
Aazama k dek lo watan ko dum joho toh
Ye dard baazuo me aaj jo utha h mere
Raakh me mila k khaak kar du Kal sawere
Jhalak ye jhopado me Zabt h magr juban pe
Damak hai desh ki aazad,dakiyanusiyo pe
Ehsaas h hme es baat ke vichaar ka
Jo desh mange hmse jb kbi kurbaniyan
Desh ko bure Nazar se meri dekhna na
Soch Teri hai jo choti yaha fekna na
Hazaro aankh roz bete hmko mudke deke
Nzr h sbki mare peeche
Sare aankhe meeche
Mujhe qa pta h meri jaat qa
Es sar zameen pr mai tika
Megh barse, Rooh tarse
Tu nikal toh ghr se
Dekh kaise krte h suraksha
Ye nidar se
Rakt daudta jo teri rakt dhamniyo me
Desh ko bachana aane wali aandhiyo se
Swatantra hai jo aaj desh mera keh raha mai
Ganatantra ka hai haath
Shanti se reh raha mai
Ye Mera desh Meri rooh Meri Aatma hai
Ha aaspaas meree baadlo ka kaarwa h
Jo khud ki zid k aage haar k b jhuk ske na
Khuda hai sath tere bande q tu bhaagta h
Mujhe qa pta h meri jaat qa
Es sar zameen pr mai tika
Mujhe
Josh sarfarosh sa aagosh me h
Hosh na hee tb tha na hee ab halaq me hee h
Raajneeti ki parakh bina hee bhokta h
Q baithe baithe tu watan ko mere nochta hai
Jamin ye tera b toh q tu ye na sochta hai
Khud bika hua na dusro ko rokta hai..
Mujhe qa pta h meri jaat qa
Es sar zameen pr mai tika