Taiyaar by Mr. Lay G Lyrics
Chorus
Dekho mujhe mein toh bajta hee jaa ra hu
Khatka hee jaa raha hu logo ki aankho mein
Kisi ki baato mein ab toh ni aa raha hu
Logo ke phono mein dikhta hee jaa raha hu
Verse 1
Bachpan se mein bhi toh ladka harami hu
Ulte sab kaamo mein ladka mein mahir hu
Kahti hai mujhse mohobaat wo karti hai
Mene kaha isme meri kya galti hai
Bhai ke toh haters bhi pyaar usse karte hai
Dalta hu gaano toh phele wo jalte hai
Bhalta hai scene tabhi balls mere bade hai
Dikhta jab green tabhi po po bhi lade hai
Abhi toh aake wo akkad dikhate hai
Gaane kaise baane wo mujhe sikhate hai
Mujhe batate hai gaali na diya kar
Mene unhe bola tu mere muh mein liya kar
Mere saamne aake tu saar ko na khaya kar
Khud pe tu foucs kar waqt ko na jaaya kar
Waqt tera keemti usse kamaya kar
Apni takleefe sirf rab ko bataya kar
Chorus
Dekho mujhe mein toh bajta hee jaa ra hu
Khatka hee jaa raha hu logo ki aankho mein
Kisi ki baato mein ab toh ni aa raha hu
Logo ke phono mein dikhta hee jaa raha hu
Verse 2
Jeet ki taiyaari toh roz hee mein karta hu
Roz hee mein girta hu roz hee sambhalta hu
Aina jab dekhu toh khud se mein darta hu
Khud se mein kehta mein haar hee ni sakta hu
Maa ki takleefo ko durr mene karna hai
Baba ke paaro pe shoe naya karna hai
Khud ki khusi ko ab upar hee rakhna hai
Zayada umeede ab dil ko dukhati hai
Kalam bhi meri karti manmani hai
Mere khayalo ko paano pe laati hai
Roz meri life mujhe kuch toh sikhati hai
Jeene ka naya tareeka batati hai
Takleefe toh apni ab aati aur jaati hai
Kuch bhi kaare par ab tod nahi paati hai