DIKKAT by Mr. Lay G Lyrics
Verse 1
Gun yeh kalam mein toh shoot karu bars
Mere saar pe chadi hai kaamyabi ki yeh pyaas
Kaisi bhi ho mushkil mera mind rahe shaant
Aane wale waqt mein kuch hoga bada kaand
Aisa hai dimag jo bas karta tabahi hai
Aisa mera naam jo na leta duhaai hai
Aisa mera heart jo na rehta tanhai mein
Kagaz aur kalam toh bas honi ruswaai hai
Khud pe bharosa kyuki snort karu cocaina
Death ki hai cousin sleep tabhi mein ab sota hee na
Chuna mujhe chahe par ab pass mere aa paaye na
Rebel meri soch tu toh bubble mein ab jeeta hai na
Sabr mein rakhu kyuki uska faal toh meetha hai na
Sach mein kahu kyuki ghar pe mere geeta hai na
Poora mein ab lu kyuki aadha mujhe jamta hai na
Life marathon mein toh dheere dheere badta hu na
Verse 2
Tadak teri baate par ab kadak tera kaam ni
Saar pe chadega toh phir chootenge yeh hath bhi
Ghar jaake khale betra thode tu badam bhi
Yaad tujhe aaye tera yaha kon baap hee
Dikkat tujhe hogi jab chalega mera naam bey
Ulfaat mujhe hogi jab hassegi meir maa bhi
Gurbaat meri jeb par amuly yeh kaam bhi
Fursat se tu sunn tujhe de raha hu gyaan bhi
Palat dunga sab jaise zindagi ek baazi hai
Mere sath chalne ko na abhi koi raazi hai
Akela chalna seekha kyuki paisa bana sathi hai
Goal na hai jiske pass toh zindagi barbaad he hai
Abadi hai naam tabhi gaano ki tsunami hai
Abhari hu awaam ka jo gaane ab bajati hai
Bhook laage zayada tabhi hustle badhti jaa rahi hai
Galat karu scene kyuki soch inqalabi hai
Verse 3
Behaviour worst kyuki alag mera verse
Rakhi sath charas tabhi beete ab yeh varsh
Mere hath mein curse tabhi fake karu thurst
Mera mind diverse tabhi jeetna hai farz
Regret nahi mujhe jo bhi miss ho gaya ho
Only celebration for achieve kar liya jo
Karu domination jab bhi mein ab mic pe chadu toh
Hoti hesitation jab bhi mein ab khaali rahu toh
Jab tak maaut na bulaaye yahi karta raahunga
Kaandho pe yeh bhoj liye baadhta rahunga
Mere seene mein hai josh isse rukne na dunga
Meri badhti hai samajh jab bhi chup mein raahunga
Mene gir ke hee sambhalna hai seekha
Mene sir pe hee kafan bhi hai pehna
Mene apno ki kabhi ek nahi suni
Tabhi sapno ki mene khwaish poori kari