Song Page - Lyrify.me

Lyrify.me

CLONES by MC ANAMI Lyrics

Genre: rap | Year: 2022

I born in clones but i know real hiphop
I want to be real i don't wanna do shit talk

Jaise naam pe ho daag
Aur main batain kru saaf
Main chori chori likhta
Pura time nai deta
Boo jante nai naraz rahta mujse mera baap
Jo sona he na dete wo kaise shodu ma khoab
Apne mukammal hone he na deta unhe kya du main jawab
I learnt from these people kabhi manga ne hisaab
Bs rooz ke raaton ne bhar de haai 2,3 kitaab
Main pura hun saboot shodna chata ne koi shap
Ma puff kru inhale gussa bnke nikla baaf
Main tb tk kush nai kr sakta jb tk
Ja Doodh pe rahe mujse samp 🐍

True talk🗣️
Sue sa rakha khud ko door mera khoon saaf
Betha hun roof top
Hatho main agh
Phone pe kay k sath
Lambi baat
Ma Likhne ka shaukeen
Main kr deta shock
Advice sirf kay sa leta
Wo jo bolle main kr deta lock
Ja verses tb main likh raha jab ek be gaana mera hua nai tha drop
Main likhta dil ke muje kisi ka nai khauff
I born in clones but i know real hiphop
I born in clones but i know real hiphop
I want to be real i don't wanna do shit talk 2x

Inko bhool jane ke aadat hai kha ke haram khor
Main supne jeena chala kehte muje kaam chor
HUSTLE ka matlab nai janta nadaan soch
Main banna nikla ghr se toh apno ko ho raha sankoch
Main dhund raha insaaniyat jb ki sb rahe naam khoj
I think this is time to speak baitha saalo se khamosh
AAGE NA BDNE DE BURI SOCH OR PAAR KE MOCH
MAIN INKE SATH NAI REH SAKTA SARE MUJE DENGE DABOCH


Clear mera vision 👁️
Ek he rap mera reason
Future main dunga chahe different vibes
Meri asliyat he dikhe ge nai hun m glass prism
Class main na laye maina kabhi b division
Ab kay kre call pusha bro kya position
And main batata baat puri leta phir decisions
Kay mere close having lots of reasons


Age thi nineteen
Main bhoolunga ne din jab halaton sa ki fighting
Tb akhri bar batan logo ke mind ke
Hila raha tha hath par or krr raha tha grind be
Satra ke umar main kala thi find ke
Kitabo ke saath siyahi🔏 ke binding
Shuru se rakha tha pura he fine scene
Eco-friendly kaam mera kabhi kabhi rehta mera mind green 💚