Bhrastachari Shashan by Khaufnaak Lyrics
Bikti sarkare yhape Gandhi ji ki Photo dekh
Lato ke bhoot nhi hai bhoot saare noto ke
Paiso ki bhook ko mitaye kare kaand
Fir noto se chupadete hai kaand kare jo jo ye

Ghar pe Ganesh fir bhi paise hai kalesh ke
Tabhi to sona banke chidiya undgya desh se
Satta aur Paiso ke bhooke itne lage jaise
Vaccum cleaner hua insaano ke bhеsh me
Andar se Coale aur bahar dikhе reshemi
Inse pucho paisa lagta kaisa taste me
Inki dedication lage mujhe aesi jaise
Kabar me leke jaenge ye paisa chest me

Pucho desh ye tazgi ku bikhar gayi
Desh ki halat ka media me zikar nhi
Pucho inse ki ku india ki gdp
Maafi mange bina idhar udhar nikal gayi
Desh ki halat pe aati kisiko daya nhi
Kyuki media to karti kuch bhi baya nhi
Voting ke time pe to lagta mijhe aesa hai k
Haath hilwaye bina prank karke gya koi
Pucho inko ki ye virus se maile ku
Vaada nibhana to kisaan jhunth bole ku
Pucho inse ki cases me upar aye kaise
500 pe bandi 5lakh pe khole ku
Bola ku jab nibhana nhi aata
Ghav diye par shlana nhi aata
Ye khajate raita ko paise milake
Khaas aate yhape ye bhooki aulade
Chalte akele chalana nhi aata