FEAR GOD by Kak D Kavi Lyrics
(Verse)Kak D Kavi
Insaan samajik nahi insaan tragic hai
Aaj see nahi inki raam ke yug see practice hai
Ki kaise aage badhne vale ko hum neeche laaye
Apna paet bhar gya Chalo doosre ka khana khaye
Khud bhagwaan ko bhi yaha jhukna pada
Teri biwi nahi pavitr, ye tha sun na padaa
Us maa ko bhi tha aag me chalna pada
Jali nahi vo fir bhi usko jalna pada
Dekh samaj hai khadaa, bin baat ke adaa
Ek Dooje ki khusiyo pe dekh vo kaise sada
Ye ramayana ka gyaan jo mujko mila
Ravan nahi, samaaj tha boorai ka qila
Ke vo to fir apni muqti ko tadap Raha
Dekh insaan hi insaniyat hadap Raha
Asuro ke yug see yhi hai chal Raha
Adam ki khal me geedad hai pal Raha
Bol mere raam, Kyu di ye saaza
Khudaa e quraan, Kyu di ye saaza
(Hook)
Hare Rama, hare Krishna
Krishna Krishna, hare hare
Daro unse Zara tum
Jinke ho bhakt bane khade. ×2
(Verse)
Abb bhi kuch badla nahi
Sab vese hi chal Raha hai
Kal beeta, Kal fir aaega, Kal hi to bas chal Raha hai
Aaj to kahi gum hai samaaj ki parchayi mai
Dekh yaha pe kaise banta hai Bhai ko Bhai ne
Hindu ko Muslim, Muslim ko Isaayi ne
Sab ho rahe vyast is dharam ki ladayi mai
Haa!!
Janta bhi abb dekhegi, hai baba kitne nek
Maulwi, Padri sare ke sare fake
Khud ko kehte paak
Gunaah krte anek
Todd rahe samaaj ko
Jisko hona tha ek
Haa!!!
Haa!!! mujhko darr nahi, abb me khul ke gaali dunga..
Doge jo nark mujhe, haste haste vo bhi lunga..
Dekh mere 'o' daata ye duniyaa kitni kaali hai..
Ye gaana sunn ke in sabki waat lagne vaali hai..
Akhri line tak ye gana Controversial rahega
Abb tum chahe jo bhi kar lo mandir vhi banega