Har Kadam Pe by Epr Iyer Lyrics
[Chorus]
Dosh de toh kisko dosh den lo khamosh hum
Aatmahatya barti sankhya anke asuon se nam
Bacchon par dabaav don jawaab kab ye honge kum
Milengi laashen warna harkadam pen harkadam pe haan
[Verse 1]
GD Birla ki dasvi kaksha, kalkatta
Satvey jo period men teacher ko pata
Aaya gayab jo ek vidharti kahaan?
Laash Bathroom men kate kalaai ke nishaan
Khoon se sana hua jo blade muh me plastic
Ek note chod jiske teen panne topper class ki
Jo chal basi ye khud khusi hai harbadi men hastpatal
Pahuchey ho chuki hai maut kho chuke hai jaan ab
Postmortem ki report pe likha jo shabd sach
Uske Dum ke ghutne par maran kaaran kaha gaya
Kya vajah thi aatmahatya ki rahasya reh gaya
Darawni kis tarah ki soch vichar masoom baachi pe hui Savaar
Bas keh gayi jo labzon men ankhiri
Kattey huey jo nanhe haat apne dard kitni ho rahi
Jo baukhla gaye policewale bhi padhkar
Requesting her family to give her a nice funeral

[Verse 2]
Pichle kuch mahino se thi koshish to phir
Gharwalon ne na skul ne kiya jo usko notice
Sankochit mano dasha nirasha Dilo dimaag men
Tanaav raate jaag board exam ki taiyaari
Yaani acche number khud ke dum par na mile toh na
Mil payega dakhila ISI Ye saachai hai padhai ki
Parivaar ke Dabaav se avsaad men sama gayi
Na sathiyon ka sath zindagi ek abhishaap
Saaf nazariya tha suicide zariya tha peedtit ko peeda Se mukti ki naiyan ka
Sahara bichari dewaron men charo bandh akeli
Uski pareshaniyaan taqleefen na samjhe koi
Dukhad ye rahi baat sunne na koi tha dil ki ehasaas
Awaaz har saas aaghat dhyaan ki kami
Overload hamare bacchon par anjam de gayi

Milengi laashen warna harkadam pen harkadam pe Haan