Cheekh by Dxvta Lyrics
Meri jaan maine dekha khuda
Ye kabhi kisika na hua
Umar thi 4 usko dekha aakhri baar
Jisne seene se lagaya par kare bhi kaafi vaar
Haar chadhaya usko, khudke hi mann se
Jisne todha mera poora mera ye parivaar
Maar peet dekhi 8 saal ki umar se hi
Maa ne pakda kaskar boli beta kar fikar nahi
Sawera hoga jald iss andhere se tu darr nahi
Gulab tu pakad kabhi tu haath mein patthar nahi
Khoon se mein rangi tu aa let meri godi mein
Raat kaafi lambi ye tu soja meri lori se
Jeevan mein hamare lagti khushiyan bhi anhoni
Bahar se hasega tu kyu ghaav ye androni
Dard tera jaanu na tu moo se khud wo bole
Zimme ke bojh mein tu khushiyan apni tole
Aansu na chupa tu apne, saath mere rolle
Iss kamini duniya mein humko bhola bole bhole
Parivaar mein na maa baap mein antar
Talaab si ye duniya jhoothi, gehra ye samandar
Cheekh meri aansuon ki, ye ab tu sunle
Sapne hote sachh, apne tu bunnle
Dekh teri maa hu mein jaanu tere dill ki baat
Shaukh Tera na ye khuda se miligayi saugaat
Bohot hai paapi kuch kuchalna chahe tujhko
Saala rankh kya jaane tere jaise raaja ki aukaat
Kadhakti dhoop par paidho ke neeche chaav bhi hai
Gehra samandar paar karne ko tou naav bhi hai
Sabko pata, tere dill mein kafi ghaav bhi hai
Ghaav mita na inhi se aaye badlaav bhi hai