Haar Ya Jeet by Aryan Arvee Lyrics
Aryan Arvee:
Astitva ke tatv se mil ke banraha hu
Me har se jhagad kar jeet me badalraha hu
Vasal ki fasal se likhi taqdeer ko masal ke
Khaali padi jeb me khwaabo ke sikke bhar raha hu
Apno se bada gair na koi ye baat maine manli
Nishwarta tha jeevan jin par unhone hi jaan li
Praan liye mere bana laash me bejaan sa
Astitva bhi bhula aur kho chuka pehchan fir
Kamzoriyo ko apni taqat me badal diya
Na maani haar bas sahi raha chal diya
Kisi ne na fir kamiyaabi me dakhal diya
Mehnat kari itni khuda ne bhi fal diya
Jo maine dekhe khwaab sab horahe asal hai
Boye the jo beej aaj bani vo fasal hai
Mehnat karu ajj kyuki bada dekhna kal
Mai unme se na jo bin kare asafal hai
Jeet horahi meri kyuki haar na manzoor hoti
Par dikhta tasveer pe haar agar umeedien kamzor hoti
Hota jab akela tab sath mеri hope hoti
Andhero se bhawnao bin baatiеn fir roz hoti
The Prophet:
Haar ya Jeet umeed maine maari nahi
Mere hausle to zyada kuch bhari nahi
Ek tarfa duniya sari khadi
Agar tu hun haar maneya, Tere ch kalakaari nahi
Haar ya Jeet umeed maine maari nahi
Mere hausle to zyada kuch bhari nahi
Agar tu hun haar maneya, Haar ch maza kithe?
Twadi kala naal wafadaari nahi(nai)
Kohli:
Durghatna ghat ti gayi zindagi me par hara na
Akela khudke bal khada liya koi sahara na
Sath deta nai koi dete gyaan bas
Khudka tu saga bas ye zindagi me yaad rakh
Khudse nafrat thi pheley najane aisa kyu tha?
Shayad tha kamzoor ya us waqt kaafi tha tuta
Fir aayi mushkilien par haske saari jhelni thi
Dard ka kaidi mai, jiski koi bael nahi thi
Sehti aatma jitna utna koi seh na sake
Reh na sake dil tutne ke baad keh na sake
Fir mod aaya aisa ki khudko parkha
Sudhaar laya khudme har din mai khudko padta
Bhetar hu kaafi pehle se khudko banaya thos
Hope na khoni kabhi zindagi khudme ek mauj
Ansun karke chalna aadat banali apni
Kaafi zakham mile par dahadu me sher zakhmi

Haar ya Jeet umeed maine maari nahi x4